
Main tu fana hogaya neqab main us ki aankhain dek kar Na janay wo shakhs roz aaina kaise dekhta hoga
Come & see The Beauty Of Home Sweet Home, Alipur Distt Muzaffargarh Pakistan
Main tu fana hogaya neqab main us ki aankhain dek kar Na janay wo shakhs roz aaina kaise dekhta hoga
Adatan tum ne kar liya wada Adatan hum ne aitebar kiya teri rahon main barha ruk kar Hum ne apna he intezar kiya.
Waisay tu dil main ho chuka hay ik jahan abad Lakin hay khali aaj bhi sani teri jaga.
Wo mujhay bhol he gaya hoga Itni mudat koi khafa tu nahi rehta.
Mujhay ishq hay tu bus tujh he se hay Main ne socha hay tujh ko shab o roz musalsal.
Roya kuch es tara mere seenay se lag k wo Aisa laga jaise kabhi be wafa na tha.
Ghar bana kar mere dil main wo chorr gaya Na khud rehta hay aur na kisi aur ko basne deta hay.
Nahi hay Hosala Mujh Main Tumhein Khonay Ka Yey Dunya Mujh Ko kho De Gi Agar Tum Ko Gaye Mujh Se. Urud Poetry, Urdu Picture Poetry, Urud Hea...
December Tu Aab Bhi Na Baaz Aaya Wohi Veeraniya, Wohi Udasiyan Teri,
Tark e ulfat jo kiya hay tu sambhalo khud ko Kyon mere khwabon main chalay atay ho.
Rang e Hina k bojh se uttna mahal hay Nazak hay es qadar mere mehboob k paow.
Yehi bhoht hay k betha hay sir jukaye howe Mujhay ujarr kar wo shakhs sharmsaar tu hay.
Tujhey Kiya Khabar Merey Haal Ki Merey Dard! Merey Malaal Ki, Yey Merey Khayaal Ka Silsilaah Kisi Yaad Sey Hai Milaa Howa, Usey Dekhnaa! Use...
Mohabbat hath main pehni howi chorri ki manand hay Sanwarti hay kanakthi hay kanak kar tott jati hay.
ghareebon ki ye basti hay kaha se khushiyan laow? Yaha bachay tu rehte hain magar bachpan nahi rehta.
Tere Rukh Pe Ho Udasi Ye Mujhe Nahi Gawara Main Dukh Jahan Ka Seh Lon Teri Ik Khushi Ki Khatir.
Itna toota hoon kay chooney sey bikhar jaonga Ab agar aur Dua do gey tu mar jaonga, Pooch kar mera pata waqt rayegaa na karo Main tu banjara...
Suna Hai Nazakat Mein Tu Sabse Dilnasheen Hai Itrane Ka Fakat Ye Bahana Dekho Sahi Nahin Hai, Maana Teri Aankho Si Gehri Koi Sharaab Nahin I...