
Main tu fana hogaya neqab main us ki aankhain dek kar Na janay wo shakhs roz aaina kaise dekhta hoga
Come & see The Beauty Of Home Sweet Home, Alipur Distt Muzaffargarh Pakistan
Main tu fana hogaya neqab main us ki aankhain dek kar Na janay wo shakhs roz aaina kaise dekhta hoga
Wo mujhay bhol he gaya hoga Itni mudat koi khafa tu nahi rehta.
Sun kar tamam raat meri dastan e gham Bholay tu sirf ye k bhoht boltay ho tum
Tu Apnay Fun Say Meri Chaahat Ko Aazma K Daikh Main Toot-gai Hoon Tu Phir Say Mujhay Bana K Daikh, Teray Badan Mein Lahu Ban K Dorrti Hoon M...
Dil Dharaknay Ka sabab Yaad Aya Wo Teri Yaad The ab Yaad aya, Bari Mushkil se Din Guzara tha Phir Teray Wada-e-Shab Yaad aya, Beth kr Saya-e...
Mohabbat ki qasam woh aisa nahin tha Woh apna tha magar lagta nahin tha, Najane kyun na aaya mujh se milne Zamane se to woh darta nahin tha,...
Rotay hain tanha deikh kard mujhay wo rastay Jin par tere baghair hum guzray kabhi na thay.
Beegi howi ik shaam ki dehleez par bethay Hum dil k sulagnay ka sabab soch rahay thay,
FAqt batain andheeron ki mukhz qissay ujalo k Charaagh aarzo layker na tum niklay na hum niklay.
Sau bar kaha main ne inkar hay mohabbat se Har bar sada aai tum dil se nahi kehtay.
Chehray Pe Mery Zulf Ko Bikhrao Kisi Din Kyun Roz Garajtay Ho Baras Jao Kisi Din. Perhon Ki Tarah Husn Ki Barish Mein Naha Loon Baadal Ki Ta...
Mujeh Ye Zid nahi mere Gally ka Haar ho jao Akhela Chor dena , tum jahaan Be-zaar ho jao, Bhot Jaldi Samajh mein aany lagty ho Zamane ki Bho...
Sab he tareef karte hay meri tehreero ki Kabhi koi nahi suntha mere lafzon ki siskiyan
Tere Mashware Ke Khaloos Pe Mujhe Tark-e-Ishq Qabool Hai Mager Aik Baat Hai Hum Nasheen! Meri Zindagi Ka Sawal Hai,
Mukamal chorr do mujhay ko ya mere he ho jaow Mujhay acha nahi lagtha tumhein khona, tumhein pana!!